|
| POSTED BY: Kshitiz on 11/03/2008 21:17:53 |
|
sharam ayi hume is shiddat se, ke hum nazre jhuka baithe, jab wo hame dekhne ke khatir, hamara chilman utha baithe,
jhuki nazre larazte lab , dhadakta dil aur muhabbat, wo hum ko dekhkar haiii.., apna dil ghuma baithe,
haseen sathi suhani sham, aur Dilon me muhabbat, hum ek dusre se kar, wadaa-e-wafa baithe,
bhul apni sharam, hum qareeb aa baithe, us haseen raat ko hum, yaadgaar bana baithe.
--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
|