Hum to usme bhi khush hai....
Na kabhi shikwa ki na shikayat ki...
Har zakhm has kar seh gaye...
Apne aasuo ko khud hi pi gaye..
Par E-khuda itna reham zarur karna...
Ye Hasin zulm kisi aur pe na karna.....
na karna... na karna....!!! !!
Khamoshi Say Bikharna Aa Gia Hay,
hamin Ab Khud Ujarna Aa Gia Hay,
kisi Ko Baywafa Kehtay Nahi Hum,
hamin Bhi Ab Badalna Aa Gia Hay,
kisi Ki Yad Main Rotay Nahi Hain,
hamin Chupchaap Jalna Aa Gia Hay,
gulaboon Ko Tum Apnay Pass Rakho,
hamin Kaanton Pay chalna Aa gia Hay.
Unhe dekhte hi aansu gir pade,
jaise bhare barsat me phool bikhar pade,
gum ye nahi ke unhone hame alvida kaha,
gum toh ye hai ke uske baad wo khud hi roo pade