Ek khawab tha jo bikhar gaya,
Ek dard aa kar thehar gaya,
Main usssee rothu kiss tarha,
Mere rooh me wo Jo uttar gaya,
Main nikla khawab ko bechne,
Par haQiQato se main darr gaya,
Main kaise khud ko samait loon,
Main Ansoo ban kar bikhar gaya,
Bara shoQ tha tere deedar ka,
AB yaad ban kar thehar gaya,
Tere pyaar ka he mojza,
Tera he aks tha main jidhar gaya,
Karoo kaise na uss ka main shukRIA,
Mujhe ek shair wo kar gaya !!!!