Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 249 - Total Replies: 3

POSTED BY: Kshitiz on 04/03/2008 19:28:51


Maikhane sharaab ki boond ke liye taras jaate hain,
Bas ek jhalak unki paane ko hum taras jaate hain.
Jaam-e-sharaab to humne bhi piye hain bahut ,
Teri Yaad me, N
igahe yaar se peene ko taras jaate hain.





--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..




POSTED BY: kashish on 05/03/2008 09:13:39


woh kyun taraste hain sanmbhal kyun nahi jaate


sharaab cheez buri hai yeh jaan kyun nahi jaate


yadon mein kisi ki na karo khud ko tabah


jo woh badal gaye hain tum bhi badal kyun nahi jaate


 


wah kya khoob bana hai shair





--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~
Back To Top




POSTED BY: khatri007 on 05/03/2008 10:36:32


lehron
se khelta hua lehra ke pigaya. 
sakhi ki har nigha ha per
balkha ke pigaya maine to chohd di thi, per rone lagi sharab. 
uske ansoo 'o' per taras kha ke
pigaya.




--------------------------------------------------------------
TaKe My HaNd nd NeVEr LeT Go......!!
Back To Top




POSTED BY: Kshitiz on 05/03/2008 19:12:09



kashish wrote:


  • woh kyun taraste hain sanmbhal kyun nahi jaate

  • sharaab cheez buri hai yeh jaan kyun nahi jaate

  • yadon mein kisi ki na karo khud ko tabah

  • jo woh badal gaye hain tum bhi badal kyun nahi jaate

wah kya khoob bana hai shair



 


Ankho se moti bikhrenge ruk na payenge,
Teri yaadon ke sahare hum tujh tak aa jayenge.
Umar gujar bhee gayi to kya
Dhadkan ke bina bhee tujh se ulfat nibhayenge..





--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
Back To Top
19/11/2026



*** NkuT.Com ***