|
| POSTED BY: Kshitiz on 04/03/2008 14:20:46 |
|
milakar nazar wo humse sharmane lage, jhukakar nazrein wo kareeb aane lage. ghumate hue kangan wo sahme is kadar, apne hi aap mein wo simat jaane lage............
humne socha ki nazar bhar dekh to le, ik wo the ki pehlu mein parde ke jaane lage. hata ke parde ko jo nazar milayi zaanib se, nazar nazar mein wo nazar jhukane lage............
--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
|