Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 114 - Total Replies: 2

POSTED BY: Mr12ka4 on 21/02/2008 15:45:12


Munna Bhai ..... appun jaise tappori s/w Engg. ko kya maalum... saala programming kis chidiya kaa naam hai... copy paste kaa kaam miltaa hai bass appun khush...!!! fir yeh coding kaa lafdaa locha kaiko? are kaiko ? arre kaiko re? fir ek din boleto appun ko project mila..... ya haaaaaaaaaa! !!! saala appun ka khopdi chakkar kha gaya .... computer ke saath dil saala takkar kha gayaa...!!! din bhar appun computer ke aagge... koi lafdaa nahi kuch nahi... vicky Boss bola kya be munna saala tu bhi programmer bann gaya ...!!! ye munnabhai kya coding bana rela hai baap...!!! (fir ...? fir kya huwa..?) fir ek din appun ne coding poora kar diya... form poora karke appun ne testing ko bhej diya...!!! lagataa tha ab appun kaa kaam khatam ho gaya ....!!! par module me issues dekhake sala appun darr gaya ....!!! appun ke saamne tester ne mere coding me ki galtiyaa nikali... aapun ke coding ki poori waat laga di.... appun udharich khadaa thaa... par appun kuch nahi bola... kaiko bolega? kaiko...? saala ek, ek kaam kiya thaa... usme bhi itne bugs... par appun ek aansu nahi roya... kaiko royega...? kaiko..? saala appunich yedaa thaa naa...!!! agale din se phir wohi life chalu... wohi mails forward karnaa, wohi messages, wohi template, wohi assignments. .. saala itnaa mails forward kiya...itnaa mails forward kiya... log samze mail server down hoyega... bhoolneka hai bhoolneka hai par kya karega...!!! training milke bhi jab kaam nahi miltaa hai... haa thoda bore huwa par chaltaa hai... (phir ...? phir kya huwa..?) fir ...? fir kya...? fir agale din appun ko aur ek project mila...!!! shaappak... saala appun ka khopdi phir chakkar kha gaya ..... computer ke saath dil saala phir takkar kha gayaa------- ----





--------------------------------------------------------------
I'd Do Anything For Love (But I Won't Do That)




POSTED BY: rajkumar on 05/08/2008 12:22:06






--------------------------------------------------------------
busy ..
Back To Top




POSTED BY: cutensweet on 06/08/2008 11:58:47


chalo saala ab programing aaya toh ...itni magaj maari ke baad

Back To Top
03/09/2010



*** NkuT.Com ***