mujhe zindagi ki talab nahi, mujhe zindagi se gila nahi
jise paa kar kho diya, woh naseeb tha mila nahi.
jise chaha woh badal gaya, jise maanga woh bichhad gaya
main ab jee kar kya karun, jab zindagi mein sila nahi
jis wafa ki aas mein jal gaya, woh khushi ka deep jo kabhi he jala nahi..
Wo mera hee naseeb tha, jo mujhe hee mila nahi...