Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 293 - Total Replies: 1

POSTED BY: jaisolanki on 17/01/2008 06:42:53


jab koi dil ki sunta hai,

toh woh aksar ghaayal hota hai,

jab koi mann-maani karta hai,

toh woh kuch kuch pagal hota hai....

 

jab uthtey hai.? demaag mein kuch sawal,

mann mein aata ek he khayal,

yeh 'ruh' beena hum kuch bhi nahin,

yeh baat "dil kyun maanta nahin"......

 

hoti hai jab doo ankhe char,

haath jodd kar hum kehtey hai 'namashkar',

sunkar accha lagta hai aapka haal,

ab eesme dil ne kya kiya kamaal?....

 

jab dhadkta hai dil kissi haseena ka,

tevaar beegadtey hai kuch deewano ka,

sochtey hai ladki marti hai mujpe yaar,

ab aisa mokka nahin aata bar bar.....

 

yeh dil hai sharir ka ek heesa,

dil tootne ka hai duniya bhar mein sabhi ka keesa,

eelazam detey hai woh nikla bewaafa,

phir dulhaniya kyun sabhi dilwalon se hui khafa???

 

pyaar ek ehsaas hai,

panch indriyon se mehsoos karna hai,

dil ka eestamaal nahin karna hai,

tootne par doobara nahin joodna hai.....Broken Vow..!!




--------------------------------------------------------------
Broken Vow..!!!




POSTED BY: kashish on 17/01/2008 11:23:01


VOWW




--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~
Back To Top
19/11/2026



*** NkuT.Com ***