Ajnabi see rahon ka
Ajnabi musafir ek
Muj se pooch betha hai
raasta bata do gai
Ajnabi see rahon k
Ajnabi musafir sun
raasta koi bhi ho
waasta koi bhi ho
manzilain nhi milti
manzilain jo mil jayen
to justujoo nhi rehti
zindagi ko jeenay ki
arzoo nhi rehti
Ajnabi see rahon k
Ajnabi musafir sun.............