|
Milte nahi kabhi pyaar bhare lafz, Agar mile bhi to sookh jaati hai lub, Hota nahi kabhi humse bayaan ishq ka, Agar bayaan ho bhi jaye to ikraar me bhul jati hoon lafz, Kaise apne pyar ka ehsaas jataoon mein unhein, Aankhon ki zubaaan se agar mein kehana chahoon to, Aankhen bhi dagaa deti hai jab hoti hai palkein bandh, Dekhti hoon mein teri bhi aankhon me chalakti hai pyaar, Aur Dono hi dil me sulagne lagi hai MOHABBAT KI AAG.
--------------------------------------------------------------
I Love Youuuuuu
|