Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 273 - Total Replies: 0

POSTED BY: Kshitiz on 28/10/2007 15:10:12


Kis Haal Main Sanam Hai, Koi Poochta Nahi..
Main Poochta Phirta Hoon, Koi Bolta Nahi..
Katati Hai Ratein Meri Tanhayion Main Aksar..
Kis Se KarooN Main ShikWa, Apna Koi Nahi..

Dil Main Ho Chahaton Ka SaManDar LiYe HuWe..
DuniYa Ne Keh DiYa, Keh Main Chahta Nahi..
Woh Saath Tha To DuniYa QaDam Be QaDam Chali..
Ab Haal Yeh Hai Apna, Koi Poochta Nahi..

Kuch AuR Jee Hi Lete AashKhon Ke SahaRe
AafSooS Ki Ab Aankh Main AanSu Raha Nahi..
Bilal Kyun Tujh Ko Sop DooN Yeh DaG-E-BeWaFaYi
Likha NaSeeB Ka Tha, Yeh TeRi Khata Nahi..




--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
18/11/2026



*** NkuT.Com ***