|
Woh Ek Larki Jo Meri Ghazal Hai Woh Ek Larki Jo Khilti Kanwal Hai Woh Ek Larki Jo Taj Mehal Hai,
Woh Ek Larki Tum Hi To Ho.
Woh Us Ki Gasoo Kaali Ghatain Woh Us Ki Palkon Se lehrti Hawain Woh Us Ki Yaadain Meri Wafayen,
Woh Ek Larki Tum Hi To Ho.
Woh us Ki Aankhain Chamaktey Moti Woh Us Ki Palken Aankhon Ko Chooten Woh Us Ke Gaal Sehra-e-Moti,
Woh Ek Larki Tum Hi Tu Ho.
Woh Us Ke Lab Gulab Jaise Woh Us Ka Maatha Khuli Kitab Jaisa Woh Us Ki Rangat Shabab Jaisi,
Woh Ek Larki Tum He To Ho 
--------------------------------------------------------------
DON Of
|