Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 243 - Total Replies: 0

POSTED BY: Kshitiz on 22/10/2007 19:34:23


Teri Bewafayi Ka
Sukriya,

Mujhe Tunain Jeena Sikha Diya,

Teray Gham Main
Chain Sa Mil Gaya,

Tere Dard Ne wo Maza Diya,

Ye Bahar Kaisi
Bahar Hai,

Na Chain Hai..Na Karar Hai,
Ye Chaman Main Kaisi
Hawa Chali,

Ki Chirag Dil Ka Bujha Diya,

Teray Gham Main
Chain Sa Mil Gaya,

Na Khushi Rahi Na wo Gham
Raha,

Na Vo Tu Rahi Na wo Dil Raha,
Tune Kya Ye Mujh Pe
Sitam Kiya,

Tune Khub Dil Ko Sila Diya,
Tere Gham Main Chain
Sa Mil Gaya,


wo Mile To Kehna Aye Dost
Ki Tumharay Gham
Main Udas Tha,

Teri Bewafayi Ka Sukriya,
Tune Usahe Jeena
Sikha Diya,

Vo Tujhe Na Dil Se Bhula Saka,
Jise Tune Dil Se
Bhula Diya,

Teray Gham Main Chain Sa Mil Gaya,
Tere Dard Ne wo Maza
Diya,





--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
18/11/2026



*** NkuT.Com ***