| POSTED BY: Kshitiz on 09/10/2007 19:08:15 |
|
Chaha hai maine bohat shiddat se tum ko Main tumhain bohat shiddat se yaad aaonga
Yun sakoon se tum kabhi bhi so na sakoge Ban ke Dil ki kasak raat bhar jagaoonga
Ab ke baras sawan Dil main aag lagaye ga Bhigo gi tum jab bhi baarish main main yaad aaonga
Her shair her nazam main nazar aayengi meri baatein Parhoge jab bhi koi shairi main yaad aaonga
--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
|