Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 295 - Total Replies: 0

POSTED BY: Kshitiz on 09/10/2007 19:00:14


Kabhi Mujhko Saath Le Kar, Kabhi Mere Saath Chal Kar..
Woh Badal Gaya Achanak Meri Zindagi Badal Kar..

Hue Jis Pe Meherbaan Tum, Koi Khushnaseeb Hoga..
Meri Hasratein To Nikli Mere Aansoun Mein Dhal Kar..

Koi Phool Ban Gaya Hai Koi Chand Koi Tarey..
Jo Chiragh Bhuj Gaya Hai, Teri Anjuman Mein Jal Kar..

Mere Dosto, Khudara Mere Saath Tum Bhi Dhoondho..
Woh Yahin Kahin Chupa Hai Mere Gham ka Rukh Badal K..

Teri Be Jhijak Hansi Se Na Kissi ka Dil Ho Mela..
Yeh Nagar Hai Aayino�n Ka yahan Saans Le Sambhal K..

Kabhi Mujhko Saath Le Kar, Kabhi Mere Saath Chal Kar..
Woh Badal Gaya Achanak Meri Zindagi Badal kar..




--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
18/11/2026



*** NkuT.Com ***