Diya Khud say bujha daina
Hawa ko aur kiya daina
Kabhi is tor say hansna
K dunya ko rula daina
Kabhi is rang say rona
k khud per muskura daina
Main taira munfarid saathi
Mujhay hat ker jaza daina
Mujhay Acha lagay mohsin
Usay pa ker ganwa daina
Zeeshan
[email protected]