Koi tum say pochay kon hu main.
Tum keh dena, Koi khas nahi.
Ik dost hai kacha pakka sa,
Ik jhoot hai adha sacha sa.
Jazbat ko dhanpay ik parda. Bas ik bahana acha sa.
Jevan ka aisa sath hai. Jo door na ho kar pas nahi.
Koi tum say pochay kon hon main, Tum keh dena KOI KHAS NAHI
----------------------------------------------------------------
woh hamara tha yeh kehna
ab ajeeb lagta hai
jo bhool gaya ho saath nibhana
ab uska khyaal bhi ana
ab ajeeb lagta hai
--------------------------------------------------------------
tum kabhi na samjh paoge
halat mere dil ki
jo ek nazar mein hai
tumhara ho gaya
kya janu kya thaath us nazar mein
jo pal mein hi falak ka nazara ho gaya
-----------------------------------------------------------
phool jab mangte hai barson dua
tab baharon ki kali khilti hai
tum to aaye ho kahin jannat se
aisi aur zamane mein kahan milti hai
--------------------------------------------------------