koi shikwa na karenge
na aazmayenge
tum jahaan paon rakhoge
yeh dil bichhayenge
hum tumhari bewafai ki duniya mein
pyaar hi pyaar lutayenge
===============================
koi aisa pal nahi
jab tum yaad na aaye
jo agar irada kiya tumhe bhulane ka
tum or bhi yaad aaye
jab koi rishta hi nahi hona tha hamare beech
to phir kyun tum meri zindagi mein aaye
===============================