Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 272 - Total Replies: 0

POSTED BY: kashish on 13/07/2007 14:32:29


Suno Tum Lout Aao Na!

suno tum lout aao na,
wo daikho chand nikla hai,
mri muntazir aankhein,
duaen daitein aankhein,
tumhain wapis bulatein hain,
ye dil jab bhe dharakta hai,
tumhara naam leta hai,
ye aansoo jab bhe behtay hain,
tumharay dukh mein behtay hain,
k barish jab bhe hoti hai,
tumhay yaad krti hai,
khushi koi jo aaye bhe,
tumharay bin adhouri hai,
suno tum lout aao na.......




--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~
19/11/2026



*** NkuT.Com ***