Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 261 - Total Replies: 0

POSTED BY: Kshitiz on 21/09/2007 15:27:51


zindagi ban chuki hai maut si

Ye dard hai kaun sa ?ye chubhan hain kaun si ?
ye Ishq hai kiska ? ye mohabat hai kaun si ?

main to ise pyaar hi samjhti rahi her baar
ab to halaat ye hai ki zindagi ban gayi maut si

unka tasvoor hi kaafi tha jeene ke liye
to Aankhoon mein tasveer hain dhundli kaun si ?

wo jo mere ho ker bhi ho na sake un se gila kiya ?
ab to bas jiye ja rahi hoon ik bejaan si zindagi
farak itna hai ki zindagi ban chuki hai maut si.




--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
18/11/2026



*** NkuT.Com ***