MUHABBAT AB NEHI HO GI ...
Muhabbat ab nahi ho gi
Tuj may nehi hai batt aisi
Jis say ho mehsoos muhabbat
Rokhi hai sari battain teri
Khali hai ya aankhain teri
Toot chukki hain aasain meri
Bhool jaon mai tuj ko kasay
Tuj mai hi hain sansain meri
Toon nay to ya keh dala hai
Ho ga jo taqdeer mai likha hai
Kasay kahain tuj say ya sab
Tuj may bassi hasi dunya meri
Teray sath hai saaya mera
Tuj bin kia hai zindagi meri
Lakin ab main jan chukka hoon
Ya sab ab main maan chukka hoon
Keh doon ya sab kuch bi tuj say
Mujay hai yaqee abb iss pay
Muhabbat ab nehi ho gei
--------------------------------------------------------------
For being good u need not to b a SUPERMAN...
[