Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 244 - Total Replies: 0

POSTED BY: nomi2001 on 14/09/2007 03:47:44


garmi-e- hasrat-e- nakam se jal jatay hain.


hum charagon ki tarah shaam se jal jatay hain.


shama gis aag mein jalti hai numaish k liye.


hum usi aag mein gumnaam se jal jatay hain.


jab b aata hai tera naam meray naam k saath.


janay keun log meray naam se jal jatay hain.

18/11/2026



*** NkuT.Com ***