|
| POSTED BY: gauravtr on 13/07/2007 08:00:09 |
|
Dard Shayari
Jab akele hote hai Dard aur gam ka apno se paya sila, Bewafai gale se lagate rahe... Chahat se siharta raha tanbadan, Hum akele me aansu bahate rahe....
Sham tanha ab guzarte nahi, tum aajao sham meri guzar jayegi. Bechain ruh ko bhi kuch karar mil jayegi. Teri panaah me sham meri guzar jayegi...
Kuch aur nagme shayari
Yaad aate hai to zara kho lete hai Aasu ankho me uter aye to zara ro lete hai Nind aakho me aate nahi laken Aap khwobo me aapge yahi soch kar so lete hai
Jo sab daite hai vo hum nahi daige pyaar jab bhi dege kam nahi daige yakin na ho to aajma kar deck lena jindgi mai kabhi aapko gam nahi daige
mitti meri kabra se utha raha hai koi, markar bhi aaj muje yaad aa raha hai koi, e mere khuda ek din ki jindgi or dede muje, meri kabra se udas ja raha hai koi.
jamin ke paap chhupane ko gagan hota hai, man ke paap chhupane ko badan hota hai, sayad mar kar bhi paap chhupate hai log, esi liye har laash par kafan hota hai"
bahut chaha magar unhe bhula na sake khayalo me kisi or ka la na sake usko dekh ke ansu to ponch liye par kisi or ko dekh ke muskura na sake
Ret pe kabhi naam likhte nahi Jo likhte hai wo naam kabhi tikte nahi, Log humein patthar dil kahete hai, Lekin wo jante nahi, patthar pe likhe naam kabhi mitte nahi
Likh sakte kisiki taqdir agar hum, Tumhari taqdir mein har khushi likh dete, Jo mod tumhe kamyabi dilaye, har lakir ko us taraf mod dete..
Yeh Hadein na Tor Dena : Shayari
Ye Hadein na Tore dena, Mere Da'ire mai rehna, Mujhe apne Dil mai rakhna, Mere Haafze mai rehna
Mera Bojh khood uthana, Mera Karb Aap sehna, Marey Zakhm Baant lena, Maray Rat-Jagey mai rehna
Mera Hukum khood sunana, Meri Mohr khood lagana, Meray Mashwarey mai hona, Mere Faisle mai rehna
Kabhi Manzilon ki surat Meri Dastaras se bahar, Kabhi Sang-e-Meel ban ker Mere Rastey mai rehna
Marey Haath ki Lakeerein, Tera Naam ban k Chamkey, Meri Khuahishon ki Khushbu, Marey Za'iche mai rehna
Punjabi SMS Shayari
Jo assar hai akh di maar ander oh na teer te na talwaar andar ohna Rab nu labh ke ki lena Jinna paa leya Rab nu yaar ander
Sohne sohne nain-naksh usde vekhan waale bada pasand karde sade naal kare oh pyar hass ke eho jiha Rabba koi parband kar de sanu vi sohna bana Rabba nahi taan sohne banaane band kar de
Ishq ishq ta har koi karde, par koi Channa( A River) wich koodan nu tyaar nahi, ki kahiye ajj-kal de jhuthe aashiqa nu, Dil de sakde ne par jaan nahi
शायरी
ये हाल हमारा है या तà¥à¤®à¥à¤¹à¤¾à¤°à¥‡ हाल का हम इज़हार करते हैं नज़रों से नज़रें मिलती हैं फिर लबों पर कà¥à¤› सवाल बार बार उठते हैं बेहाल से हम तà¥à¤®à¥à¤¹à¤¾à¤°à¤¾ इनà¥à¤¤à¥‡à¥›à¤¾à¤° करते हैं ये खयाल तà¥à¤®à¥à¤¹à¤¾à¤°à¤¾ है या हम खयालों से पà¥à¤¯à¤¾à¤° करते हैं...
--------------------------------------------------------------
Gaurav Tripathi is here to make some nice and cool friends
|