Baarishon k mousam mein
Tum ko yaad kerne ki
Aaditein Purai hein
Per ab k baar socha hai
Aaditein badal dein gay
Per phir khial aaya hai
k Aaditein badalne se
Baarishein nahin ruktein.....