Kaash Koi Samjha Daita ... Guftugo Ke Lamhon Main Dekh He Nahi Paatay Ham Tumharay Chehray Ko Tum Hamari Aankhon Ko Aaj Aisa Kartay Hain Chasm-o-lab Ko Parhtay Hain Baat Chor Datay Hain
Jaane Kiya Lamha Hoga Jab Ye Hath Hathon Say Gar Kabhi Juda Hoga Aaj Aisa Kartay Hain Zabt-e-Jaan Parakhtay Hain Hath Chor Datay Hain
Kash Koi Samjha Day Loag Kis Tarah Dil Ki Manzilain Alag Kar Kay Saath Chor Datay Hain Aaj Aisa Kartay Hain Bey-sabab Bikhartay Hain Zaat Taur Datay Hain...
Pankaj >>>>>>>....waiting for some 1
--------------------------------------------------------------
For being good u need not to b a SUPERMAN... [